Error message

Notice: Undefined offset: 1 in counter_get_browser() (line 70 of /home/u701406760/domains/drjanmejaysheth.com/public_html/sites/all/modules/counter/counter.lib.inc).

Mere Aye Dil Bata ( 2 ) Pyar Tune Kiya , Paai Maine Saza kya karun kya karun

Mere Aye Dil Bata ( 2 ) Pyar Tune Kiya , Paai Maine Saza kya karun kya karun

Year: 
1955
Music Director: 
Lyricist: 
Hasrat Jaipuri

Lyric

mere aye dil bata, mere aye dil bata
pyar tune kiya, payi maine saja
kya karu, kya karu, kya karu, kya karu
mere aye dil bata, mere aye dil bata

tu khushi ke samundar se khela kiya
kis maje se mujhe tune dhokha diya
tujhko moti mile, mujhko aansu mile
kya karu, kya karu, kya karu, kya karu
mere aye dil bata, mere aye dil bata

tu toh pagal raha pyar ke rag me
tune dala mujhe dard ki aag me
teri kismat khuli, meri duniya jali
kya karu, kya karu, kya karu, kya karu
mere aye dil bata, mere aye dil bata
pyar tune kiya, payi maine saja
kya karu, kya karu, kya karu, kya karu
mere aye dil bata, mere aye dil bata

sita ban ke chali ram ke sath me
sukh ko thukra diya
tyag ke kaanto par has ke chalti rahi
ye janak ki suta
mere aye dil bata, kya karu, kya karu
maharani mira ne jogan ban mahlo ka tyag kiya
le iktara chali dhundhne manmohan ka kaha pata