Error message

Notice: Undefined offset: 1 in counter_get_browser() (line 70 of /home/u701406760/domains/drjanmejaysheth.com/public_html/sites/all/modules/counter/counter.lib.inc).

Mahalon Me Rehnewale Hume tere dar se kya

Film: 
Year: 
1954
Music Director: 
Lyricist: 
Shakeel Badayuni

Lyric

mahlo me rahne wale hume tere dar se kya

taqdir hai apni pyari hume unke ghar se kya

mahlo me rahne wale

chota bada na koi barabar hai sab yaha
chota bada na koi barabar hai sab yaha
paida kiya hai jisne ussi ka hai ye jahaa

uska hi aasara hai hame duniya bhar se kya
uska hi aasara hai hame duniya bhar se kya
mahlo me rahne wale

o dene walo humko na daulat ki bhikh do
o dene walo humko na daulat ki bhikh do
jholi hai dil ki khali mohabbat ki bikh do

bukhe hai jis dagar se hame maal udhar se kya
bukhe hai jis dagar se hame maal udhar se kya
mahlo me rahne wale

dil lak se hire moti bhi malik kasam na le

nafrat se agar mile to mohabbat bhi hum na le

aise na dekh hame uss nazar se kya
aise na dekh hame uss nazar se kya
mahlo me rahne wale