Jab Gam-E-Ishq Satata Hai
Jab Gam-E-Ishq Satata Hai
Singer:
Film:
Year:
1963
Music Director:
Lyricist:
Nyay Sharma
Lyric
ab gham e ishq satata hai to hans leta hoon
Jab gham e ishq satata hai to hans leta hoon
Hadsa yaad ye aataa hai to hans leta hoon
Meri ujdi huyi duniya mein tamanna ka chiragh
Meri ujdi huyi duniya mein tamanna ka chiragh
Jab koyi aa ke jalata hai to hans leta hoon
Jab koyi aa ke jalata hai to hans leta hoon
Koyi dawa nahin fariyaad nahin tanz nahin
Koyi dawa nahin fariyaad nahin tanz nahin
Raham jab apne se aataa hai to hans leta hoon
Raham jab apne se aataa hai to hans leta hoon
Jab gham e ishq satata hai to hans leta hoon.